Prof. Maqsood Hasni ki
Punjabi shaeri kay imtiyazaat
Author: Arshad Shahid
Sun Sep 21, 2008
11:56 am
Paish'kar
Shehla Dr Kanwar Abbas Hassani
Prof. Maqsood Hasni ki
Punjabi shaeri kay imtiyazaat
Author: Arshad Shahid
Sun Sep 21, 2008
11:56 am
Prof. Maqsood Hasni kisi makhsus
aur the’shuda daeray main moqaied
shakhsiat ka naam nahain. Woh
insan say piyar kartay hain aur oon
ka yah piya qate bailos hai. Woh
insane ko kisi bhi tafreeq kay
bagher eak dusray kay qareeb
daikhna chahtay hain. Dunyan kay
kisi bhi khitay say motalaq kisi
bbhi insan ko koe dukh parishani ya
takleef hoti hai to wo tarap tarap
jatay hain. Insan say oon ka eshq
oon ki takhliqat main bhi nazar
aata hai.
Woh Angraizi, Urdu, Punjabi aur
Punjabi’nama main kehtay hain. Oon
kay Punjabi’nama kalaam ko Punjabi
ka naam daina Punjabi zoban kay
sath ziyadti ho ga. Maslan yah
nazam malahza ho, es ko koon
Punjabi tasleem karay ga:
AJ TEEK
Pehlaan ser matay pa dheryo
Mutbal niklo taan juti rakheo
Jug na ay ki vartaro
Mahari samjh maan ay gal
Aj teek na aae
Ya phir yah nazm malahza ho
MITI RANGA
Bin parnayoon dil na chanan
Jad aakhaan soon chati maray
Havas nay roray vatay
Charoon pasoon
Mun aangan na gehna ban nay
Babal na chita parna
Baybay na ser na chita chira
Payraan ni miti ranga ho jana ay
Oon kay Punjabi’nama qalam main
mukhtalif rang nazar aatay hain.
Kahein Saraeki ka goman guzarta
hai to kahain yah Pothohari mehsus
honay lagti hai. Kabhi Gojri aur
Maivati lehjay parnay ko miltay
hain to khain Rajistan kay basi
maloom hotay hain. Ghaliban es ki
waja oon ki insan say mohabat hai.
Lehjoon ki tabdili ki aur doo wajo
bhi nazar aati hain:
1- parhnay wala osay apni zoban ki
shaeri mehsus kary aur os ki
dilchaspi baqarar rahay
2- insani zobanoon ki aawazoon kay
nazam main sanaj sabat karma
chahtay hain
oon ka Punjabi kalam bhi eak lehjay
aur eak mohavray ka hamil nahain.
Kabhi amrat’sari to kabhi
hoshyar’puri Punjabi likhtay
hain. Kasur ya Bhati ki Punjabi oon
kay haan door tak nazr nahain aati.
Prof.Maqsood Hasni kay mata pita
Amrat’sar kay thay. Enhoon nay
kabhi yah alaqa daikha hi nahain
likin es alaqa ki mohabat oon kay
haan apna jawab nahain rakhti.
Amrat’sar ki galioon ka yoon zikar
kartay hain jaisay yah oon ki janum
bhomi rahi ho. Es mohabat kay
bavajood oon kay kalam main es
alaqay ka kahain koe hawala ya
zikar tak nahain milta.
Mein nay aksar on ki zoban say sona
hai kah insan digar fitri sanjoon
kay elawa aawazoon kay hawala say
bhi intahae qurbat rakhta hai. Oon
ka kehna hai kah insan ko insan say
char tabqoon nay door kiya hai:
a. Siyasatdanoon nay
b. Mazhabi thaikay’daroon nay
c. Moqtadra qowatoon nay
d. Moash par qabaz jagir’daroon
aur sarmaya’daroon nay
Oon ka kehna hai kah insan ko
mahirein-e-lisanyaat hi qareeb la
saktay hain. Lisani masla hal ho
janay kay baad insan, insan kay
qareeb aa ja’ay ga aur apnay masael
eak dusray say share ka sakay ga
aur daraj-e-bala charoon tabqoon
kay azaem-e-baad ko jan sakay ga.
Yah charoon tabqay apnay mafadaat
kay liay eak dusray ko lara kar oon
ki salahitoon aur zahantoor ko
apnay mafad kay liay estamal main
latay hain. Es tara oon ki
chodrahat khtam honay ka naam
nahain lay rahi. Jab tak insan,
insan kay qareeb nahain aa’ay ga
mafad’parast yah chroon tabqay oon
kay khoon ki holi khailtay rain
gay.
Oon kay khayaal main Hindustani
(Urdu+Hindi) hi wahad zoban hai jo
kora-e-arz ki zoban bannay kay
laeq hai. Apnay es moaqaf kay liay
bhi oon kay pas mazboot dalael hain
ta’hum woh dusri zobanoon aur
bolioon kay khatam karnay kay bhi
haq main nahain hain shaed yahhi
waja hai kah onhoon nay Urdu
Angraizi kay elawa “Punjabi’nama”
main shaeri ki hai. Oon ki yah
shairi inter-net kay mukhtalif
forumoon par nazar aati hai. Es
shaeri ka reshta seraf
bar-e-sagher kay logoon ya es mati
say hi nahain woh insan kay sanjay
dukhoon ki nisha’dahi kartay hain
aur en dukhoon kay charay kay liay
kehtay hain. Woh insan ko
khaab-e-khargosh say jaganay ki
koshesh kartay hain. Kabi baap kay
dil ki dharkanoon ko samnay latay
hain to kabhi baiti kay chairay ki
bai’basi kay khad-o-khal ko
namayaan kartay hain. Kabi insane
ki bhookpiyas aur os kay nataij ko
samnay latay hain. Woh himamat
banddhatay hain, kuch kar guzarnay
ka hosla daitay hain balkah
oksanay kay bhi gona’gar hotay
hain. Oon kay khayaal main shakhas
ko midan main jan harni chahiay
na’kah en char tabqoon kay
gobar’alod charnoon main.
Kahain kahain romani andaz bhi
ekhtayar kartay hain. Yah bhi
kamal ka hoti hai tahum wahaan bhi
insan kay dukh aur pira ko faramosh
nahain kartay. Whaan bhi os ka koe
na’koe masla zaroor paish kar
daitay hain. Oon ka yah andaz bhi
bhala mehsus hota hai.
Woh apnay qalam main alamti aur
estarati andaz ka bohat ziyada
estamal kartay hain. Oon ki
tashbihaat baray kamal ki hoti
hain aur oon ka janum insan kay
karab ki kokh say hota hai. Kahein
anjabiat aur baigangi ka ehsas
nahain hota.
Prof. Maqsood Hasni ka mohavra
rovait say qate hat kar hota hai.
Oon say barh kar shaed hi koe shair
itna rovaet’shkan raha ho ga.
Rovait main pala posa yah shakhas,
insane kay moamla main kisi rovait
ko khatar main nahain lata.
Ghaliban yah andaz onhonoon nay
apnay rohani ustad Ghalib say liay
hai. Na mazmoon rovaet say laga
rakhtay hain aur nahi oon ki zoban
rovaet ki qaid main moaed hoti
nazar aati hai. Baray wasooq aur
yaqeen say kaha ja sakta hai kah
aata kal na’seraf onhain insan
dost kay laqab say malqoob karay ga
bal’kah onhain rovaet shikan ka
naam bhi day ga. Insan na’qadara
aur ehsan shanas sahi likin Waqt
aur Zamana kisi ka paband nahain.
Os ka apna chalan rovaeya aur andaz
hai. Wo es qisam kay insanoon ko
apnay daman main sint sint kar
rakhtay hain.
Prof. Maqsood Hasni jitna naram
malaem aur raisham ka sa boltay
hain oon ki shaeri ki zoban otni
naram malaem aur raishmi nahain.
Talkhi ko ba’khobi mehsus kiya ja
sakta hai. Baz’oqat yah khayaal
aur mazmoon ka taqazi hoti hai aur
baz’oqat oon ka shairi
andaz-e-taqalam ka hisa hoti hai.
Haan yah talkhi mukhsus tabqoon ko
giraan guzarti ho to alag baat hai
likin jin halqoon ki wo aawaz hoti
hai onhain es main taskeen ka saman
mayassar aata hai. Maslan yah
lainain malahza hoon:
Rab hath mairy vaylay de doraan
diti
Nak nak dub jan deo
Pani ochhay wagda
Suraj lahanday char da
Dheaan day mapay
Azlain namanay
Ay vaykhan lae
Sadyaan narkain sar day balday reh
nay
Oon ka yah moamla Punjabi aur
Punjabi’nama shaeri tak hi mahdood
nahain yah asloob-e-takalam lehja
aur andaz oon ki Angraizi aur Urdu
shaeri main bhi nazar aata hai.
Prof. Maqsood Hasni ki shaeri ka
Dr. Aslam Saqab (Malair Kotla,
Bharat) nay Gurmakhi main tarja
kiya. Prof. Amjid Ali Shakar
(Principal Govt College, Shadra
Lahore) nay oon ki Urdu nazmoon ka
jabkah Nasrulla Sabar (Late) nay
Urdu Hyku ka Punjabi main tarjama
kiya. Ali Dipak Qazalbash nay
Pushto jab’kah Mehar kachilvi
(late) nay Sindi main tarjama
kiya.
www.ebazm.com
“skylark” (Bharat)
main Angraizi main tarajum shaya
howay.
Ba’qool Dr Aslam Saqib Maqsood
Hasni nay 500 sal ka safar apni es
mukhtasar umer main teh kar liya
Hai.
Prof Niamat Ali nay apnay M phil
kay maqalay may oon kay kalam kay
baray kuch sahib-e-ra’ay hazrat ki
aara darj ki hain, malahza hoon:
Dr. Farman Faraypuri
Oot Say
The “Oot Say”, is the name of his
poetic collection. Its study shows
that the poet has kept nothing
hidden rather expressed each and
everything openly and in a clear
cut way. He voices each thing not
from behind the screen but in an
obvious way. He expresses his
thoughts with extreme sympathy,
pathos and passions. Evidently the
poems are short and sentences
brief, but intrinsically, the
poems and sentences are very lofty
and stalwart. They are not lines
but red roses, delicate the touch,
charming to see, refreshing to
smell. But in their effectiveness,
they are just like flickering
flames, the burns of miserable
hearts, and the fire bombs for the
world of oppression and
suppression.
(Prof Dr Farman Fateh Puri.
Karachi, letter write on 5th June
1991)
Dr. Gohar Noshhi
Sooraj Ko Roak Lo (Stop the Sun)
“Sooraj Ko Roak Lo” Maqsood
Hasni’s poetry is the poetry of a
peculiar creative minded poet of
the present age. The triangle of
self, environment and universe is
the base of his thought provoking
and creative trends. He knows the
art of feeling the problems of
life. Rare images, metaphors and
symbols have blessed his poetry
with freshness and vigor. His
poetry, no doubt, is a sound voice
of the preset age.
(Dr. Gohar Noshahi Muktadra Quomi
Zuban Islam Abad. Letter: 18Sept,
1991)
Dr Baidil Haidri
Sitar-e-Bunti Ankhein (Stars
Weaving Eyes)
I also accept that creation is
creation and translation is
translation .But a translator can
translate one thing in hundreds of
ways. It is possible if the
translator has knowledge,
insight, intuition and language
and he also roasts idioms in the
stale translation may look like a
creation. So the work has been
performed by Maqood Hasni very
well in his book “Sitar-e-Bunti
Ankhein” which is a translation of
Turk poetry.
(Dr.Baidal Haidery Kabeer Wala.
Letter: 19 June, 1998)
Prof. Maqsood Hasni nay
Rabayaat-e-Khayaam ka salasi main
tarjama kiya jis par Tanveer Abbas
Naqvi nay ra’ay di:
”Sheryat-e- Khayyam”
Maqsood Hasni’s work is
praiseworthy, first of all, with
the respect that he has discussed
some new aspects of Umar Khayyam.
Secondly, it is not less than an
uphill task to keep the stream of
criticism continue even when one
is living in suburbs of centers.
Maqsood Hasni has in
“Sharyat-e-Khayyam” translated
umar Khayyam’s Rubies (Quadrats)
into three lined stanzas.
(Tanveer Abbas Naqvi column
Sr-e-Sham Lahore)
Prof. Maqsood Hasni ki Angraizi
share kay baray
Prof. Niamat Ali ka kehna Hai:
He stresses upon the worth and
value of human relations. He wants
to find pure hearts filled with
pleasing sweet desires for
themselves and for others. He
wants to have human relations free
of doubt and double dealing.
(www.thinkertalk.com)
Net par bhi oon kay adbi kaam aur
shaeri ko izzat ki niga say daikha
giya hai.
Mein nay inter-net kay mukhatlif
forumoon say challis kay qareeb
oon ki nazmain muntakhib ki hain.
En nazmoon ko Prof. Maqsood Hasni
ka namaenda kalam qarar diya ja
sakta hai.
PROF. MAQSOOD HASNI KIPUNJABI
AUR“PUNJABI’NAMA” SHAERI
RAJ JA TEBAY MALLAY
Hiras da Jin
Jad wadi warya
Raj ja tebay mallay
Mashshi lae jal kethoon
Khytan jad bukh oggi
Roti shakal watae
Maanwaan diaan akhkhaan tay
Bay’khabri di pati banno
Put bukh mur day
Nal Farona lar day lar day
Maanwaan lae sufna hoae
O kayvain na munji mallan
Waid hakeem mashini hoay
Huspatalaan vich rat kithoon
Ay par galyaan rat bharaan nay
2-
DUB JAN DEOO
Mein kewain nevain howaan
O put lumber da ay
Din dheharay mehnat lut da
Dhe mein garibaan di aan
Par hosan da durya wagda ay
O mery tay mar da ay
Rab hath mairy vaylay de doraan
diti
Nak nak dub jan deo
Pani ochhay wagda
Suraj lahanday char da
Dheaan day mapay
Azlain namanay
Ay vaykhan lae
Sadyaan narkain sar day balday reh
nay
3-
VERYAAN TOON
Allah da deta ki kojh nahain tary
kol
Ay par akhaan di pokh mok di nahain
Navain lae poranay di ejgat metti
karma
Sefat lamraan de ay
Teray chet wich ay gal aa
Kedaan berfaan wichoon seka labeay
Ay per barfaan wich tera navaan pea
labda ay
Mamay de jayboon khavain,
Gon lameraan day gavain
Ay gal oos kokri de mafaq ay
Kor kor apnay ghar
Anday malkaan day deray dayvay
Yaan pher bachay apnay,
Run pasay de mun bhavay
Lokaan da phogan,
Chupchopetay khesay karma sokha
nahain
Jad toon ay kartab tenoon aaya ay
Lokein teray godain laggay nay
Sab kujh ho kay ve dhee teri
Ser day leray da rah paee tak de ay
Ag chullay de veryaan toon namani
hoe ay
4-
JAD PUKH SATAYA
Jad pukh sataya
Rekh moday putka
Sujnaan wal tur aaya
Roti paisay na nokri
O ve mairay wang san
Mushweraan de pund ser tay chaekay
Kis di mannaan tay ki karaan
Ay verva landa
Nalay velay da shekva kar da
Pukh tay nedar lay kay
Aklapay koloon chanan lubda
Budh budi lae
Mein roti lae
Pepal thallay aa khalota
Giyani lagda saan
Pukh mur gae se
Budhi day qabal mein naein saan
5-
Maa kikan dasaan
Yati nay rangaan maan
Och ochycha ohda rang
Saanvaan niaan palkaan ohlay
Turda pherda ohda parchavaan
Ohdi mothi maan maray lakhaan nay
akhar
Jaan mothi kholan li karda
Maray khoon ni gardesh rok jani
Ay prona kayja
Mithi akhain takhay
Sinay lag na thandein ponda
Ritaan baja,
Yaan ritaan maan banda
Maan kikan dasaan
Maray saanvaan maan ohda aawan
jawan
Ohday hath mari yati ni door
6-
WAYLAY NIAAN DORAAN
kochaji nay jad hath aandi
mun ni bokh wad jandi
aakhaan na raj kikan howay?!
7-
Palkaan nay ohlay maan
Tabiraan labni
Khabaan nay vairay maan
Nuch khlondi aasaan ni tasbeer
8-
Charday suraj nay saray baili
sangi
Ghop unhayreaan rataan maan
Apna saya ve naireaan rataan maan
Naireoon lungno darda
Chakhar chayro bich khalo kay
Apno jusso jarnay poonday
9-
Faraqaan maan dubi sham nay taray
Doray bhoray khabaan nay
Annay goongay parchavain honday
nay
Khabaan takneaan takeaan
Umraan langneaan
Taberaan nay kaan
Mosafar thenday
10-
SEDHE VADDO
Eshq sab soon ochcha
Shehat toon metha
Chan suraj toon sacha sucha
Ay par sab kitabi gallaan
Paiso naal jurri lobha
Yaan jisam nay chaskay noon
Lokein mohabbat ulfat aakhu
Mathay eshq lay bal la kay
Majnoon day mohday naal mohda
jorun
Koe puchay,
Kithay piyar mohabat
Channay ni channe vich dhoteaan
Sassi heer tay laila jean kuraan
Qavreen ja vasseaan
Loko eshaq mathay
Baad’nami da tekka kayoon laanday
jay
Sedhe vaddo
Assein jissam tay paiso nay lobhe
haan
Assein lobhe haan
11-
VARI TOON PEHLAAN
Main Ek dhe namani
Suay cheray lae jehri
Bapu nay khali bojay
Tay baybay nay hanjoaan nay her
maan
Roorni roorni
Kalay daisaan aa khaloti
Mein ke aan?!
Manda mul taan atti ve nahain dheja
Mul pavan aala
Sohray nay khesay maan
Atti lubda ay
Dehyaan day mapay kamlay
Laad ladawan
Mulkaan na varas
Dhehaan dayvan toon pehlaan
Atti daina khovry kayoon bhul
janda ay
12-
Es wasayba maan
Bukh nadiday putraan aalay
Apnay galmay maan jhati ponday
Shermaanday nain
Kalay daysaan maan
Channay ni channani
Hatthaan ni mehndi
Labday labday
Vari toon pehlaan
Dheaan noon laad ladandavan aalay
babal
Gorein ja var day nain
13-
Jivti tay mirti dovain bhenaan
Toon marain taan lokein tenoon
akhkhaan vich rakhen
Mein jhundaan ji til til mar da
Sach de thaan lobh tay lalch
Aj de jhuoon mirti de gazal da
mukhra
Mein kujh kahaan tay o jhot tay
bukvas
Toon bolain tay kamlay lokein
Akhkhaan day buhay kholan
O key janan, teray bullaan day
buhay khullay nain
Ay par toon dil day buhay band rakh
da ein
Mairay bullaan day buhay tay chup
da pehra
Mairay dil day buhay jad khul day
nain
Ehhojia tamasha kar da ein
Lokaan noon ehther vakhen de lor
nahain painde
Lokein Taj mahal vakh day reh nain
Vakh day rehan gay
14-
Aanar kalli day dil tay ke veti
Lokein kayoon vaikhan kayoon
samjan
Tarekh day manafaq akher
Shavaan day hath badday nookar
Lokaan day athroo
Dilaan de dhak dhak
Tarekh diaan akhkhaan
Roti da chanan vakhdiaan san
Vakhdiaan nay
15-
AASAAN DAY BUHAY
Bakray noon changga chosa
Rassi la kay khulla shad deoo
Gal vich gani tay paraan vich shan
shan kar di jhanjar
Tahadaan apneaan rehjaan nain
Ohda sara sonap tay rehja
Tohaday theed tay bojay de vadyae
Ohde ooqat taan ay aa
O shuri hath na aavay
Apni marni dard vashora devay
Lokaan day gatay khundi shuri rekh
kay
Gal aazadi de kar day nain
Ropa’ay day chodaan anaa day kay
Jay jay kar de lobha rekh day nain
Shadoo aadi diaan gallaan
Ay chuth-o-chuth chotalea ay
Raj tokar deo
Yaan saan tay laggi shuri chala kay
Saday yamlook vich phasay jivan
noon mookti day deo
Tosi venti noon kad mun day o
Phir ve aasaan day buhay,
Namanay lokaan nay khullay rekhy
nay
16-
CHANAN DA Kal
Chan kud charay ga
Ah taan mein naein janda
Par aina Zaroor ay
Jad chan charya
Sara jag wakh lavay ga
Chan de adeek rakhan walay
Chan vaykhan da shoonq taan kar day
nay
Chan charay ga kethay-------???
Jadoon toon zameen day wadayray
aitam bamb hath vich phar kay
baithay nay
Aakash day taray
Kisay hor dherti noon
Chanan wandan lae tur gay nay
Lokaan day ser tay
Chanan de thaan
Moot day buddal
Khoof da dhowaan
Moqddar ban khalota ay
Chanan da cha
Pata naein
Ajjay tik murya kayoon nain?!
17-
Bariaan Khool
Chup Aa,
Jeoon Mandar maan Shiv
Shiv taan janat hai
Dillaan maan ki kujh
Teain to apnay mun ki na jano
Mahari Rooh hijar ni solaan venni
Tein ko kiya maloom
Dil akhaan niaan bareaan khool
Jay tein Shiv ni resa kani
18-
Asaan jamday chakar rura kura
Banday maroo,
Van sovanay khand khadonay
Saday kis kam nay
Okar tade asein jareay
Malae tuse chato
Ek khanni saday khesay pao
Bukh batayra dada larda
“Ay galaan nay bas kehan de aan”
19-
Dak Kay Rakh
Tain ki apoon jurna posi
Aithein her dil maan pahat tanoor
Palkaan olay dak kay rakh
Khadaan pity
Kad qaboolsi
Baivasi nay hanjo
20-
Miti ranga
Bin parnayoon dil na chanan
Jad aakhaan soon chati maray
Havas nay roray vatay
Charoon pasoon
Mun aangan na gehna ban nay
Babal na chita parna
Baybay na ser na chita chira
Payraan ni miti ranga ho jana ay
21-
koe ki samjhy
Khisay ki ghut ghut gandaan dina
Kam Qaroona na
Khasna tay khas kay akhaan tadna
Kam Farona na
Wandna tay wand tay
Akhaan maan sukhranay
Faqraan maan labnay
Ek o tenna maan na tayran maan
Eak banda tay ennay roop wata'ay
Koe ki samjhay ki janay
22-
Aao aj phir
Aao aj phir odhar chale'ay
Jidar litraan ni wand
Phan akar nay sap na dang
(tarjama)
23-
Monafqat
Chummy chatay sadqay wari javay
Taan jay o mahoobay na bacha ay
Chummy chatay sadqay wari javay
bacha taan bacha ay
24
AJ TEEK
Pehlaan ser matay pa dheryo
Mutbal niklo taan juti rakheo
Jug na ay ki vartaro
Mahari samjh maan ay gal
Aj teek na aae
25-
Sawan day baddal
Sawan day saray baddal
Akhaan vich lako kay
Sbar de bukal andar
Har shaheed armanaan da
26-
Doovaan ki
Tarikho nay punnay qaatlaan nay
bayli sajan
Maqtoolaan nay jurma na daftar
Bajurgaan na sena huqay nay
dhovain mara
Shairaan niaan akhaan niaan
lekhtaan
Unpheraan nay hasay
Ohnaan nay bool, kunnaan na chaska
Lokae na thatha
Tarikhaan nay varass tajaan aalay
Doovaan ki hass hass
Khezmat nay tamgay dayvan
30-
Tok nina
Sabna nay hath
Sagna ne mendhi
Maray hath maan
Bukh patawa kookay
Tok bena sagna ne mendhi nay rang
Na’sachay na’suchay
31-
KAMBAL Na ROLA
Taday Methay bolaan
Mari jan Cheki lae
Eshaq mahabat ni reat
Maan ki jana
Ay taan sara
Kambal na rola se
32-
Adekaan niaan puneaan
Kat kat mein bodi hoe
Taday aawan na jad vayla onda
Aasaan ni gaddi,
Aakhaan nay shoonq nay
Tayshan khalona bhul jaandi
33-
KOON TAY KI AAN
Apnay hath meti karn lae
Jehray ulta vartara kar day nain
Ohnaan day ser
Parya de pag
Chonvain kath vich
Ohnaan day monh day bool
Sardari deaan kandhaan
Lokaan lae galap day
Poneaan charkhay
Vaykhun lae
Van sovanay rang rangelay sufnay
Aas omeedaan nal khesay cha bher
day nain
Jehra ser chesi
Ohday avday e soo litar
Ohnaan ki jar san
Pher ve ser chesi taan
Kisay hoor de karni de pand
Os day ser noon pernose
Koon tay maan ki aan
Os deaan periaan ve phul jasan
34-
Taan e labda
Lubban chareay
Taan e labna
Suraj niaan akhaan na
Cheta chanan,
Cheta sufna